Wednesday, February 23, 2011

gud morning Message

..GOOD MORNING.

• The breez his awakened the earth and sun has coloured ourworld,The birds have added melody to the MORNING and i hope im not late 2 wish u "GOOD MORNING".

• subha subha 1 pegham dena hai, apko subha ka pehla salam dena hai guzray sara din apka khusio main apki subha ko khubsurat sa naam dena hai GUD mAwniN'

• Good morning my playful baby. wake up and brush ur teeth. ill make breakfats for u I love u very very much Omair (mari jaan)

• birds are chillaing,hen is kukrukroing,flowers are khushboing,moon is dubing,sun is ugging'peacock is naaching. all r kahien good morning,but u r still soying :)

• Namashkar! "yeh hamari morning SMS seva hai..Is main hum soti huyi aatmaaon ko SMS kark Jagate hain..Or Un k jaag jaane k baad Hum khud sojate hain.. Gud MORNING.

• Fiza bankar aapke kareeb aye hain, 1 pyari subah aapke liye laye hain, naye ummedo k sath jeewan ki nayi suruat kejiye, hazaro duvaye apne sung laye hain. (Fr-Mohan)

• Raat pe savera chha gaya,suraj roshni ke saath aa gaya,ye mahol subaha ka sabhi ko bha gaya,aur aap ne aankh kholi to msg hamara aa gaya...

• Hawaaon ke haath ik armaam bheja hai, roshni ke zariye ik paigam bheja hai. Fursat mile to kabool kar lena, is nacheez ne subah ka salaam bheja hai.

• Dastak di kisi ne, kaha khushiya laya hu, Inbox chhota na pad jaye, itni duaein laya hu, Naam hai mera SMS, aapko "GOOD MORNING" kehne aaya hu..

• Raat guzri fir mahekti subha aayi, dil dhadhka fir aapki yaad aayi, aankhon ne mahesoos kiya uss hawa ko, jo apko chukar hamare paas ayi.,.........gmorning

• Dastak di kisi ne, kaha khushiya laya hu, Inbox chhota na pad jaye, itni duaein laya hun, Naam hai mera SMS, aapko "GOOD MORNING" kehne aaya hun.

No comments:

Post a Comment